Sunteți pe pagina 1din 1

Adesh, Adesh , Adesh Guru ka .

Yadi aap mukti pana chahtey hey to 9 prakar ke niyam dhyan main rakhhey:
1. Yeh sarir purva karmo ke phal ko bhogney ke liyin aur nayin karma ki utpatiti ke liyien hey
Aisa hamey samjhna chahiyien aur dhyan main rakhna hey.
2. Mata- peeta ki seva aur guru seva se badkar koi seva nahin hey to unkee seva karna chaiyien
3. Subhah sham ko pooja ,dhyan karna chaieyin
4. Jhooth nahin bolna chiein
5. Apna karmoin ke phal ke hum swayam adhikari dusra nahin
6. Kisi ka dil nahin dukhana koi bhee ho for example pets aur sabhee jeevdhari ,etc.
7. Kisi sey mamta nahin rakhna sirf usko kartavya samjhna
8. Ahamkara nahin karna
9. Dhyan karna

Inka arth yeh hey:
1. Yeh sariri ek sadhan hey issey sadhna karna aur mukti ko pana ,
2. Jeevan diya hey to seva karna hey. Gyan diya hey to seva karna hey..
3. Ek nirakar ki seva saven yogya hey..usisey utpatitiy hey , usisey bhogi hey.. usisey mukti hey..
4. Jhotha bola to uska karma phal aapko bhognauske liein janam lena padegapuvajo ko
narak milenga.
5. Mera karam ka mera adhikar maya moh main akar galat karya mat karooputra,,beti aur
anyan ke liein galat tareky se kamanakhud ko hee bhogna hey phal
6. Humey sabhee ko brahama ki santaney hey ..sabhee bindu swaroop hey hum sab ek hey
samjhna
7. Aham : ah-matlab ahamkara nahin karna ..am mamta nahinkarna chayin jiska phal usko
bhogney dena
8. Ahamkara ,,,maya , moh, korodhalobha,,lalachetc nahin karna
9. Koi bhee ek asan lekar Phal rahit ho key karma karna , dhyan karna

Anyan jankari ke lien sampark karey..

Pradhan 9826042404
Awakened kundlini
23 years experience
Yeh mein like yaan .. beena ashaphal ke sabkey liyin bata raha hooon. Yeh mera aham kara
nahin samajhna.aab mera yehee kaam hey..

S-ar putea să vă placă și