Sunteți pe pagina 1din 1

Shubh Din Aaya ============== Shubh din aaya, aanand aaya, pyari si bitiya, doctor ban paayii, badhai ho

badhai, badhai, Main ghar ghar bantoon badhai, aaj hridaya main aanand umade, jhar jhar jharna neer barse, jo
khushi mili hai mujhko, usko subki bhua bhi tarse, Varshon ki saadh meri puri hui hain, masoom si Puja doctor ban
payi, Jis maan ne tumko janma diya hai, uske sub sapnon ko saakar kiya hai, Bunka parivar ka dunka bajaya hai,
Ghar aangan ko upni saurabh se mahkaaya hai, Intezaar karte karte ye shubh bela hai aayi saadgi ki murat Doctor
ban payi Bus ub prbhu se hai ye prarthna, Meri Hai bus ub to ek hi kaamna Dulhan si suj Uthe Tera ghar aangan
Piya ki saurabh se bhar uthe tera man pangan Jald se Jald ub goonj uthe shahnayi Nanhi se kali khili aur phool ban
payi. Sneha Buaji

S-ar putea să vă placă și