Sunteți pe pagina 1din 3

Ism e Azam : Walayat e Aimmah (asws)

IMAM JAFAR E SADIQ (S.A) NE FERMAYA: BESHAK ESA IBNE MARIYAM (A.S) KU DO (2)
HARF ATHA KIYA GAYA AUR WO IN DO (2) SE KAAM CHALATHAY THAY AUR MUSA IBNE
IMRAN (A.S) KU CHAAR (4) ATHA KIYA GAYA AUR IBRAHEEM (A.S) KU AAT (8) HARF ATHA
KIYA GAYA AUR NUH (A.S) KU PANDRAH (15) HARF ATHA KIYA GAYA AUR ADAM (A.S) KU
PACHEES (25) HARF ATHA KIYA GAYA. AUR BESHAK ALLAH NE TAMAM KU JAMA KARDIYA
MOHAMMAD (S.A.W.S) AUR ISKAY AHLE BAYT (S.A) KAY LIYA AUR BESHAK ALLAH KA ISM
E AZAM THEATER (73) HARUF HAI, ALLAH NE MOHAMMAD (S.A.W.S) KU BAHATHER (72)
HARF ATHA KIYA AUR EK (1) HARF HIJAB MAY RAKHLIYA.

Imam Jafar Sadiq (s.a.) said: No doubt Esa ibne Mariyam (a.s.) was given two letters (words)
and he was working with those two, and Musa bin Imran (a.s.) was given four letters, and
Ibraheem (a.s.) was given eight letters, and Nuh (a.s.) was given fifteen letters, and Adam
(a.s.) was given twenty five letters. And no doubt Allah added them all for Mohammad
(s.a.w.a.w.) and his Ahlul Bait (s.a.a.). And no doubt Allahs Ism e Azam is seventy three
letters, Allah gave seventy two letters to Mohammad (s.a.w.a.w.) and kept one letter in Veil.
(Basair al Darajat, V 1, P 409 by Abu Jafar Mohammad bin al Hassan al Suffaar
(r.a.),Maktabah Haideria, Qum, Iran,Rehanat Al Mawaddat, Hadith 1.11 complied by syyed Abu
Mohammad Naqvi))
Allah Taalas Asma e Husna are the Fourteen Infallibles (s.a.a.). Let us see the letters of these holy
names:
Mohammad Rasool Allah (12 letters), Ali Wali Ullah (10), Fatima al Zahra (11), Hassan (3), Hussain
(4), Ali (3), Mohammad (4), Jafar (4), Musa (4), Ali (3), Mohammad (4), Ali (3), Hassan (3),
Mohammad (4), TOTAL = 72 Letters
Allah revealed seventy two letters (Mohammad o Aal e Mohammad s.a.a.) of His Ism e Azam, and
kept one (Qaim a.f.s.) hidden behind the Veil of Ghaibat.
There is another Hadees about Ism e Azam:
Rasool Allah (s.a.w.a.w.) said: Ism e Azam of Allah is in the last six verses of Sura al Hashr.
RASOOL ALLAH (S.A.W.S) NE FERMAYA: " ALLAH KA ISM E AZAM "SURAT AL HASHR" KI
AKHRI CHAY (6) AYAT MAY HAIN.
(al Qatra, V 2, P 45)

CHAHARDA MASOMEEN SALWATULLAH ALAYHA AJMA'EN ALLAH TA'ALA KE SIFAT KAY


MAZHAR YANI MAZHAR E TAUHEED HAIN."SURAT AL HASHR" KE AKHRI CHAY (6) AYAT ME
LAFZ E "ALLAH" CHAY (6) MARTABA AYA AUR "HOWA" SAATH (7) MARTABA JISKA JISKI JAMA
THERA (13) HAI YANI ALLAH TA'ALA NAY EK "HOWA" KAY MAZHAR KU PARDA E GHAIBAT MAY
CHUPA RAKHA HAI.
Fourteen Infallibles (s.a.a.) are Mazhar (revealer) of Attributes of Allah Taala i.e. they (s.a.a.) are
Mazhar e Tauheed. In the last six verses of Sura Hashr the word Allah is repeated six times and the
word Howa is repeated seven times, its sum is thirteen. It means that Allah has kept one Mazhar of
Howa in the veil of Ghaibat.

S-ar putea să vă placă și