Sunteți pe pagina 1din 43

razvi786:

6 days ago

Muqtadi
QAAIDA-e-UOOLA Me Imaam Se Pehle ATTAHIYYAT Padh Chuka
Tou
Khamosh Rahe,
DAROOD aur DUA Kuchh Na Padhe.

-DURRE MUKHTAAR

QAAIDA-e-UOOLA Me Bhi Pura ATTAHIYYAT Padhna WAAJIB Hai


Agar 1 Lafz B Chhutega Tou Tarke WAAJIB Hoga & SAJDAeSAHAV Karna Hoga

D.MUKHTAR

5 days ago
razvi786:
Aaj Se NAMAZ K 7ve & Aakhri Farz
"KHURUJ BE-SUN'EHI"
(Namaz Puri Karna) Ke Mutalliq Msgs Bheje Jayenge

SUB RAZVI786
5 days ago
razvi786:
Pehli Mrtaba Lafz ASSALAMU Kehte Hi Imaam Namaz Se Baahar Ho Gaya
Agarche ALAYKUM Na Kaha Ho,
Uswaqt Koi Jama't Me Shamil Na Ho

-RADDUL MUHTAAR

Mas'ala:

Sirf "ASSALAMU" Kehna


TEHRIM-e-NAMAZ Se Baahar Kar Deta Hai.

-FATAWA-e-RAZVIYA
Jild.2
Safa.344Mas'ala:

Dono Salaam Me Lafz "ASSALAAMU" Kehna WAAJIB Hai,


"ALAYKUM" Kehna WAAJIB Nahi.

-BAHAAR-e-SHARIAT
QAUL Ke Liye

Mas'ala:

NAMAZ Puri Karne Ke Liye


"ASSALAAMU ALAYKUM WA RAHMATULLAHI"
Kehna SUNNAT Hai.

BAHAAR_e_SHARIAT

PREF 500 4:00:AM 11:30:PM

Mas'ala:

NAMAZ Puri Karne Ke Liye


"ALAYKUMUS SALAAM"
Kehna MAKROOH Hai
Aur
Aakhir Me
"WA BARKAATAHU"
Bhi Nahi Milana Chahiye.

3 days ago
razvi786:

NAMAZ Puri Krne K Liye 2 Martaba


ASSALAAMU ALAYKUM WA RAHMATULLAH
Kehna SUNNAT Hai
Pehle Daayi Taraf
Phir Baayi Taraf Salaam Fairna SUNNAT H
3 days ago
razvi786:
Mas'ala:

SUNNAT Ye Hai Ke Imaam Dono Salaam Buland Aawaz Se Kahe


Lekin
Dusra Salaam Pehle Salaam Ki Nisbat Kam Aawaz Se Ho.

-DURRE MUKHTAR
09:40
razvi786:
Munfarid
Ya'ni
Akela Namaz Padhnewala
Dono Salaam Me Sirf FARISHTO Ki Niyyat Kare.

-D.MUKHTAR

BUZURGAN-e-DEEN Ke QAUL
09:36
razvi786:

Muqtadi B Hr Taraf K Salam Me Us Tarafwale Muqtadiyo & Farishto Ki Niyyat Kre


Jis Taraf Imaam Ho
Us Taraf K Salam Me Imaam Ki Niyyat Kre
D.MUKHTAR
09:32
razvi786:
Imaam Dono Salaam Me
KIRAMAN-KATIBIN
Aur
Un Farishto Ki Niyyat Kre
Jinko Hifazat K Liye Muqarrar Kia Gya H
&
Niyyat Me Tadad Fix Na Kre

D.MUKHTAR
yesterday
razvi786:

Imaam Daayi Taraf Salaam Fairte Waqt Un Muqtadio Se Khitab Ki Niyyat Kare
Jo Daayi Taraf Hai
&
Bayi Taraf Fairte Waqt
Bayi Tarafwale Muqtadi
D.M.

razvi786:

yesterday

Muqtadi Par WAAJIB Hai Ke Jb Tak Wo ATTAHIYYAT Pura Na Padh Le


Tab Tak Salaam Na Faire
Agarche Imaam Salaam Fair De.

-DURRE MUKHTAAR

-BAHAARe S
yesterday
razvi786:
Mas'ala=>

MUQTADI Ko IMAAM Se Pehle Salaam Fairna


Na-JAAIZ Hai.

-RADDUL MUHTAAR

MAS'ALA=>

Imaam Ke Salaam Fairne Se Muqtadi NAMAZ Se Baahar Na Huwa


Jab Tak K Muqtadi Khud Salaam Na Faire.

-DURRE MUKHTAR

3 days ago
razvi786:
Daayi Taraf Salaam FairneMe Chehra Itna Ghumana Chahiye
K
Pichhewalo Ko Daaya Rukhsar Nazar Aaye
&
Baayi Taraf K Salam Me Baaya Rukhsar

AALAMGIRI

Mas'ala:

SUNNAT Ye Hai Ke Imaam Dono Salaam Buland Aawaz Se Kahe


Lekin
Dusra Salaam Pehle Salaam Ki Nisbat Kam Aawaz Se Ho.

-DURRE MUKHTAR

3 days ago
razvi786:
NAMAZ Puri Krne K Liye 2 Martaba
ASSALAAMU ALAYKUM WA RAHMATULLAH
Kehna SUNNAT Hai
Pehle Daayi Taraf
Phir Baayi Taraf Salaam Fairna SUNNAT H

B.S.
6 days ago
razvi786:
Nawafil
&
Sunnate Gair Mo'qeda Me
QAAIDA-e-UOOLA Me Bhi
ATTAHIYYAT Ke Baad DAROOD & DUA-e-MAASURA Padhna MASNOON Hai

D.MUKHTAR
F.RAZVIA
J.3
S.469

razvi786:

7 days ago

Dusri Raka't Ke Pehle QAAIDA Na Karna WAAJIB


Aur
Chaar(4) Raka'twali Namaz Me 3ri Raka't Par QAAIDA Na Karna WAAJIB Hai.

Hawala:
BAHAAR-e-SHARIAT

7 days ago
razvi786:

Farz,Witr & Sunnate Mo'Qeda K


QAAIDAeUOOLA Me ATTAHIYYAT K Bad Kuchh B Na Padhna WAAJIB H
ATTAHIYYAT K Bad 3ri Rakat K Liye Khade Ho Jae
D.MUKHTAR
7 days ago
razvi786:
Mas'ala:

QAAIDA-e-UOOLA
(Pehla Qaaida)
WAAJIB Hai,
Agarche Nafl Namaz Ho.

BAHAAR-e-SHARIAT
8 days ago
razvi786:
QAAIDA Me Nazar Gaud Ki Taraf Karna MUSTAHAB Hai.
BAHAAR-e-SHARIAT

BUZURGAAN-e-DEEN Ke QAUL
Life Time FREE !

Type
8 days ago
razvi786:
Agar SAJDA-e-SAHAV WAAJIB Huwa
Tou
QAAIDA-e-AAKHIRA Me ATTAHIYYAT Ke Baad Ek Salaam Fairne K Baad
SAJDA-e-SAHAV Kre
Dusra Salaam Na Fere

F.RAZVIA

Agar Kisi Shakhs Ne Namaz Me


ATTAHIYYAT Me
KALMA-e-SHAHADAT
Azaan Ka Jawab Dene Ki Niyyat Se Padha
Tou
Uski Namaz Jaati Rahi.

F.RAZVIYA

9 days ago
razvi786:

Muqtadi ATTAHIYYAT Pura Na Kr Paya


&
Imaam 3ri Rakat K Lie Khada HoGaya Ya Salam FerDiya
Tou
Muqtadi Hr HaalMe ATTAHIYYAT Pura Kre
F.RAZVIA 3:319
9 days ago
razvi786:
Mas'ala=>

Kisi Bhi QAAIDA Me TASHA'HHUD


(ATTAHIYYAT)
Ka Koi Hissa Padhna Bhool Jaye
Tou
SAJDA-e-SAHAV WAAJIB Hai.

DURRE MUKHTAR
BAHAAR-e-SHARIAT

razvi786:

10 days ago

Agar Salaam Se Pehle ATTAHIYYAT Padhne Se Faarig Gaya


Tou
ASH'HADU Se RASULOHU Ka Jumla Baar Baar Padhta Rahe

D.MUKHTAR
FATAWA-e-RAZVIYA

10 days ago
razvi786:
2/2

Imaam Ke Salaam Fairne Ke Waqt Tak ATTAHIYYAT Se Faarig Ho Jaye.

DURRE MUKHTAR

FATAWA-e-RAZVIYA
Jild.3
Safa.69
10 days ago
razvi786:
1/2

Wo Muqtadi Jiski Kuchh Raka'te Chhut Gayi Ho


Wo QAAIDA-e-AAKHIRA Me Sirf ATTAHIYYAT Hi Padhe
Aur
ATTAHIYYAT Ko Thaher-Thaher Kar Padhe Taake
11 days ago
razvi786:
Mas'ala:

FARZ NAMAZ Me
QAAIDA-e-AAKHIRA Ke Siwa DAROOD SHARIF Nahi Padha Jayega

BAHAAR-e-SHARIAT

DURRE MUKHTAR

razvi786:
11 days ago

DAROOD-e-IBRAHEEM Me
NABI-e-KAREEM
Aur
IBRAHEEM Alayhissalam Ke Mubarak Naamo Ke Sath
Lafz "SAYYADNA" Kehna AFZAL Hai

DURRE MUKHTAR
RADDUL MUHTAR

razvi786:

11 days ago

Raavi
ABDULLAH IBNE UMAR

NABI-e-AKRAM:
Wo (ATTAHIYYAT Me Ungali Se Ishara Karna) SHAITAN K Dil Me Khauf
Daalnewala Hai

FATAWA e RAZVIYA
J.3
S.48

12 days ago
razvi786:
Raavi
ABDULLAH IBNE UMAR

AaQa
{Sallallahu Alayhi Wasallam}
UngaliSe Ishara Krna SHAITAN Par Dhardar Hathiyar Se Zyada Sakht Hai

MOMIN Ki NAMAZ
12 days ago
razvi786:
Bich Ki Ungali Ka Anguthe K Sath Halqa Bandhkr Shahadat Ki Ungali Ko Uthaye
&
Lafze ILLAA Padhe
Tab Niche Krle
&
Hatheli Sidhi Krle

F.RAZVIA 3:67
12 days ago
razvi786:
1/2

ATTAHIYYAT Padhte WaQt Jab


ASH'HADU... Padhe
Tab
Right Hath Ki Chhoti Ungali
&
Uske Paaswali Ungali Ko Lafze LAA Par Bandh Kare
Aur
Bich Ki

razvi786:

13 days ago

Naye Member Banane Ka TariQa:

SUB

Likh Kr

1 Space
Yani
Khali Jagah Dekr

RAZVI786

Likh kr

13 days ago
razvi786:
QAAIDA Me Ungaliyo Se Ghutne Nahi Pakadna Chahiye
Balke
Ungaliyo Ko Raan Par Ghutno Ke Qareeb Rakhna Chahiye.

Hawala:
BAHAAR-e-SHARIAT.
13 days ago
razvi786:
QAAIDA Me Hath Ki Ungaliyo Ko Apni Haalat Pe Chhodna
Yani
Ungaliya Na Khuli Huwi Ho
Aur
Na Mili Huwi Ho

BAHAAR-e-SHARIAT
19-December-2010
razvi786:
Afzal Ye Hai Ke DAROOD SHARIF Me DAROOD-e-IBRAHEEM Padhe

BAHAAR-e-SHARIAT
DURRE MUKHTAAR

RADDUL MUHTAAR
19-December-
razvi786: 2010
QAAIDA-e-AAKHIRA Me
TASHA'HHUD Ke Baad
Darood Sharif
Aur
DUA-e-MAASURA
Padhna SUNNAT Hai.

BAHAAR-e-SHARIAT

razvi786:

19-December-2010

DAROOD SHARIF Ke Baad


DUA-e-MAASURA Arabi Me Padhe
Arabi Ke Alawa Dusri Kisi Zabaan (Language) Me Padhna MAKROOH Hai.

Hawala:
DURRE MUKHTAAR

18-December-2010
razvi786:
ATTAHIYYAT Padhte Waqt Huzur Ki Surate Mubaraka Ko Apne Dil Me Haazir Jane
&
Huzur Ka Tasawwur Apne Dil Me Jama Kare

AHYA UL ULOOM
Jild1
Safa107
18-December-2010
razvi786:
QAAIDAeAAKHIRA Me Itni Dair Baithna FARZ H
K
Jitni Dair Me Puri ATTAHIYYAT Padh Li Jaye
Yani
Lafze ATTAHIYYAT Se Lafze RASULOHU Tak

BAHAReSHARIAT
18-December-
razvi786: 2010
QAAIDAeAAKHIRA Me Poora TASH'HHUD (ATTAHIYYAT) Padhna WAAJIB Hai
&
TASH'HHUD Padhte Waqt Uske Ma'ana(MATLAB)Ka Irada Zaruri H

D.MUKHTAR
AALAMGIRI

razvi786:

16-December-2010

Aabhi Tak Humne NAMAZ Ke 5ve Farz SAJDA K Mutalliq Masail Padhe
Insha Allah Kal Se 6the Farz QAAIDA e AAKHIRA K Mutalliq Masail Bhejenge.

16-December-
razvi786: 2010
NAMAZ Ke FARAAIZ
=>

1.TAKBEER e TEHRIMA

2.QAYAAM

3.QIR'AT

4.RUKU

5.SAJDA
6.QAAIDA e AAKHIRA

7.KHURUJ BE SUN'EHI
(NAMAZ PURI KARNA)

>B.S.
16-December-
razvi786: 2010
SAJDA Me Jate Waqt Daayin Taraf Zor Dena
Aur SAJDA Se Uthte Waqt Baayi Baazu Par Zor Dena MUSTAHAB Hai.

>FATAWA e RAZVIYA
J.3
S.173

MEMBER BANAE
spam
15-December-
razvi786: 2010
Agar Salaam Fairne Ke Baad Yaad Aaya Ke 3 SAJDE Kiye Hai Tou NAMAZ Ko
Dubaara Padhe.

>FATAWA e RAZVIYA
J.3
S.646

SUB RAZVI786

Send
>987O8O7O7O
spam
15-December-
razvi786: 2010
Agar Kisine 2 Ke Badle 3 SAJDE Kiye
Agar Salaam Fairne Se Pehle Yaad Aa Jaye
Tou
SAJDA e SAHAV Kare
QK
WAAJIB Tark Huwa

>F.RAZVIYA
J.3
S.646
spam
15-December-
razvi786: 2010
Agar Kisi Ujr K Sabab Peshani Zamin Se Nahi Laga Sakta
tou
Naak Par Sajda Kare
lekin Naak Ki Haddi Ka Zamin Par Lagna Zaruri Hai

>F.AALAMGIRI
spam
14-December-
razvi786: 2010
Pagdi
Topi
Ya
Rumaal Se Peshani Chhupi Hui Hai
Tou
SAJDA Durust Hai, Lekin NAMAZ MAKROOH Hogi.

>FATAWA e RAZVIYA
J.3
S.419

1717+Members
spam
14-December-
razvi786: 2010
SAJDA Zamin Pr Bila Haail Karna MUSTAHAB Hai
Yani
Musalla
Ya
Kapde Par NAMAZ Padhne Se
ZAMIN Par NAMAZ Padhna MUSTAHAB Hai

>B.S.
>F.RAZVIYA 1:203
spam
14-December-
razvi786: 2010
Agar Aisi Jagah SAJDA Kiya
Ke
SAJDA Ki Jagah Qadam Ki Jagah Se 12 Ungal Se Zyada Unchi Hai
Tou
SAJDA Na Huwa.

>DURRE MUKHTAAR
spam
13-December-
razvi786: 2010
Kamanidaar
(Springwale)
Gadde
(Cushion) Par Peshani Khub Nahi Dab'ti
Lihaza
Uspar NAMAZ Na Hogi.

>BAHAAR e SHARIAT

START SUNNI786
>O9223O-5O6O6
spam
13-December-
razvi786: 2010
Agar Kisi Narm Chiz Par SAJDA Kiya
Tou
Agar Peshani Jam Gai
Yani
Itni Dabi Ke Ab Dabane Se Zyada Na Dabe
Tou
JAIZ Hai,
Warna Nahi.

>F.AALAMGIRI
spam
13-December-
razvi786: 2010
Agar SAJDA Me Naak Haddi Tak Na Dabi,
Balke Naak ZAMIN Par Sirf Touch Hui
Tou
Namaz
MAKROOH e TEHRIMI Hui,
Phir Se Padhna WAAJIB Hai.

>B.SHARIA
12-December-
razvi786: 2010
SAJDA Me Nazar Naak Ki Taraf Karna MUSTAHAB Hai.

>BAHAAR e SHARIAT
Behtareen sMs=>

START MILAAD
START SHAFAAT

1 By 1
Send To
O9223O-5O6O6
spam
12-December-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

Agar SAJDA Me Peshani Khub Na Dabi


Tou
NAMAZ Na Huwi.

>BAHAAR e SHARIAT

Barae Karam
Kam Se Kam 5 Member Banae

ON RAZVI786
987O8O7O7O
spam
12-December-
razvi786: 2010
Agar Koi Kamzori Wagaira
Koi Ujr Ki Wajah Se
SAJDA Se Uth'te Waqt Zamin Par Hath Rakh Kar Utha
Tou
Koi Harz Nahi.

>DURRE MUKHTAR
>RADDUL MUHTAR
spam
11-December-
razvi786: 2010

AURAT k liye SUNNAT h k simat kr SAJDA kre


Yani
Baazu ko karwat se
Pait ko raan se
raan ko pindio se
Pindio ko zamin se mila de
>FATWAe AALAMGIRI
spam
11-December-
razvi786: 2010
Dusri Raka'at Me SAJDA Se uth'te waqt panjo ke bal ghutno par hath rakh kar khada
hona SUNNAT hai.

>DURRE MUKHTAR
>RADDUL MUHTAR

Member Banaeye
spam
11-December-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

AURAT Ka Namaz me SAJDA Karte waqt


Apni KOHNIYA aur KALAIYA Zamin Par Bichha Dena SUNNAT Hai.

>FATAWA e AALAMGIRI

Reply
JOIN MADNImsg
spam
10-December-
razvi786: 2010
MARDO k liye SUNNAT h k
SAJDA me baazu ko karwato se juda rakhe
&
Pait raano se juda rakhe
kalaaiya zamin pr na bichhaye

D.MUKHTAR
AALAMGIRI
B.S.
spam
10-December-
razvi786: 2010
SAJDA Me Jate waqt zamin pr pehle ghutne
Fir hath
Fir naak
&
Fir peshani rakhna
&
Uthte waqt iska ulta karna SUNNAT h

>AALAMGIRI
>BAHAR e SHARIAT
spam
10-December-
razvi786: 2010
Mas'ala:

SAJDA Me Dono Hatho Ki Ungaliya Mili Huwi


Aur
Qibla-Ru Rakhna SUNNAT Hai.

>BAHAAR e SHARIAT

START SUNNI786

Send
O9223O-5O6O6
spam
09-December-
razvi786: 2010

Aurat ke liye JALSA ka SUNNAT tariqa ye h k dono paav daayi taraf nikaal de
Aur
Baaye SURRIN (Buttock) ke bal zamin par baithe
>BAHAAR e SHARIAT
09-December-
razvi786: 2010

Mard k liye JALSA ka SUNNAT tariqa ye h k Baaya paav qadam bichhakr uspar baithe
& daaya paav khada rakhe
Paav ki ungalia Qibla-roo ho
>B.SHARIAT
spam
09-December-
razvi786: 2010
Mas'ala:

SAJDA me jaane ke liye


Aur
SAJDA se uthne ke liye
"ALLAHU AKBAR"
Kehna SUNNAT hai

>BAHAAR e SHARIAT

ON RAZVI786
987O8O7O7O

1539+Membr
spam
08-December-
razvi786: 2010
Agar Aapko Hamare Grup Ke SmS Nhi Mil Rahe H
Ya Ap Zyada sMs Pana Chahte Ho
Tou

1 By 1
sMs:

PREF 500 05:00am 11:00pm


987O8O7O7O

ACTV
987O8O7O7O
spam
08-December-
razvi786: 2010
Dono SAJDO k darmiyan
Yani
JALSA me
"ALLAHUMMAGFIRLI"
Kehna,
IMAAM aur MUQTADI Dono ke liye MUSTAHAB hai.

>FATAWA e RAZVIYA
Jild.3
Safa.62
spam
08-December-
razvi786: 2010
"JALSA" Me kam se kam 1 martaba
'SUB'HANALLAH'
Kehne ke waqt ki miqdaar tak thaherna WAAJIB hai.
>BAHAAR e SHARIAT

JOIN RAZVI786
>987O8O7O7O
spam
07-December-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>

Dono SAJDO Ke darmiyan "JALSA" Karna


Yani
Baithna WAAJIB hai.

>BAHAAR e SHARIAT

START SHAFAAT

Send
O9223O-5O6O6
spam
07-December-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>

SAJDA me 3 martaba
"SUB'HANA RABBIYAL AALA"
kehna SUNNAT
Aur
5 martaba kehna MUSTAHAB hai.

>FAT'HUL QADEER.
spam
07-December-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>

SAJDA Me kam se kam 1 martaba


SUB'HANALLAH
Kehne ke waqt ki miqdaar tak thaherna WAAJIB hai.

>BAHAAR e SHARIAT
spam
06-December-
razvi786: 2010
Ek SAJDA Ke Baad Fauran Dusra SAJDA Karna WAAJIB Hai
Yani
Dono SAJDO Ke Darmiyan Koi Rukn FAASIL
(Fark Krnewala) Na Ho

>B.S.

>F.RAZVIYA
J.3
S.59
spam
06-December-
razvi786: 2010
Ek Raka'at Me 2 Hi SAJDE Karna
&
Do (2) Se Zyada SAJDE Na Karna
WAAJIB Hai.

>BAHAAR e SHARIAT
06-December-
razvi786: 2010
Har Raka'at Me
Do (2) Martaba SAJDA Karna FARZ Hai

>BAHAAR e SHARIAT

>FATAWA e RAZVIYA
J.3
S.57

JOIN NURANIMSG

Send
92195-92195              92195-92195      
(2961 Members)
spam
05-December-
razvi786: 2010
SAJDA Me Daso Ungaliya Ka
Qibla-Roo Hona Bhi SUNNAT Hai.

>BAHAAR e SHARIAT

BUZURGAAN e DEEN Ke QAUL


Unke IRSHADAT
Paye

JOIN MADNImsg
987O8O7O7O
spam
05-December-
razvi786: 2010

SAJDA Me Dono Paav Ki Daso Ungaliyo Ke Pait Zamin Se Lagana SUNNAT Hai
&
Har Paav Ki 3-3 Ungaliya Zamin Par Lagana WAAJIB Hai
>F.RAZVIYA
J.1
S.556
spam
05-December-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

Agar SAJDA Is Tarah Kiya


Ke
Paav Ki Ungaliyo Ki Sirf Nok(Ani) Zamin Se Lagi
Tou
NAMAZ Na Hogi.

>FATAWA e RAZVIYA
Jild.1
Safa.556
spam
04-December-
razvi786: 2010
Paav Ki 1 Ungli Ka Pait Zamin Se Lagna FARZ Hai
Agar Is Tarah SAJDA Kiya K Dono Paav Zamin Se Uthe Rahe
Tou
NAMAZ Na Hogi.

>F.RAZVIYA
J.1
S.556
spam
04-December-
razvi786: 2010
Raavi:
Hazrat Abu Huraira

AaQa
{Sallallahu Alayhi Wasallam)

Bande Ko Khuda Se Sab Se Zyada Nazdiki SAJDE Ki Haalat Me Haasil Hoti Hai.

>MUSLIM
spam
04-December-
razvi786: 2010

Allah k siwa kisi ko SAJDA krna JAAIZ nhi


GAIR-e-KHUDAko Ibadat ka SAJDA krna SHIRK
&
Tazim Ka SAJDA krna HARAAM h
>AZZUBDATUZ ZAKIYA
(Aalahazrat)
spam
03-December-
razvi786: 2010
Insha Allah
Kal Se
NAMAZ Ke
5ve Farz
"SAJDA"
Ke Mutalliq Msgs Bheje Jayenge,
Zyada Se Zyada Logo Ko Member Banaye

JOIN RAZVI786

Send
987O8O7O7O
spam
03-December-
razvi786: 2010

Agar kisi ne bhulkr RUKU me


SUB'HANA RABBIYAL AALA
Ya
SAJDA me
SUB'HANA RABBIYAL AZEEM
padha
Tou
SAJADAeSAHAV Na Kre
NAMAZ Ho Jaegi
F.RAZVIA 3:647
spam
03-December-
razvi786: 2010

RUKUse Jb Farig Hokr SAJDAme janese pehle kamSekam 1 mrtaba


SUBHANALLAH
Kehne k waqt ki miqdar khada rehna yani KAUMA me khada rehna WAJIB h
>B.S.
02-December-
razvi786: 2010

SUNNAT Ye H K
Samiallahu Liman Hamidah
Ki
'Sin' Ko RUKU Se Sar Uthane k Sath Kahe
&
Hamidah Ki 'He' Ko Sidha Khada Hone K Sath Khatm Kre
>F.RAZVIA
spam
02-December-
razvi786: 2010
Imaam Ne
"Samiallahu Liman Hamidah"
Ki Jagah
"Allahu Akbar"
Kaha
Tou
NAMAZ Ho Jaegi
SAJDA-e-SAHAV Ki Aslan Haajat Nahi.

>F.RAZVIYA
J.3
S.647
spam
02-December-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

HAALAT-e-RUKU Me
PUSHT-e-QADAM Ki Taraf Nazar Rakhna MUSTAHAB Hai.

>FATAWA-e-RAZVIYA
J.3
S.72

4 Best Msgs

START KGN786
>9223O-5O6O6
spam
01-December-
razvi786: 2010

Imam
Samiallahu Liman Hamidah
Kahe
To
Allahumma Rabbana WaLakal Hamd
Kaho
K
FARISTO k QAUL K Muwafik Hua
ToAgle gunaho ki magfirt ho jaegi
BUKHARI
spam
01-December-
razvi786: 2010

"Rabbana Lakal Hamd"


Kehne se B SUNNAT Ada ho jayegi
Magar
"Rabbana Wa Lakal Hamd"
Kehna
&
Shuru me "Allahumma" Kehna zyada BEHTAR hai.
>D.MUKHTAR
spam
01-December-
razvi786: 2010
"Samiallahu Liman Hamidah"
Me
"Hamidahu"
Na padhe
Balke
"Hamidah" padhe.
Is tarah padhna SUNNAT hai.
>F.AALAMGIRI

JOIN RAZVI786
09870807070              09870807070      
spam
30-November-
razvi786: 2010
RUKU se uth'te waqt
IMAAM ko
"Samiallahu Liman Hamidah"

MUQTADI ko
"Rabbana Wa Lakal Hamd"

&

MUNFARID k liye dono kehna SUNNAT hai.

>D.MUKHTAR
spam
30-November-
razvi786: 2010
MUNFARID
(Akela Padhnewala)
"Samiallahu Liman Hamidah"
Kehta Huwa
RUKU se uthe

Aur

Sidha khada hokar


"Rabbana Wa Lakal Hamd"
Kahe.

>D.MUKHTAR
spam
30-November-
razvi786: 2010
MAS'ALA:

RUKU se uth'te waqt haath na baandhna,


Balke latke huwe chhod dena
SUNNAT hai.
>BAHAAR-e-SHARIAT
>F.AALAMGIRI

JOIN RAZVI786
987O8O7O7O
spam
29-November-
razvi786: 2010
MARDO Ke Liye SUNNAT Hai
Ke
RUKU Me Sar Na Jukaye
Aur
Na Uncha Rakhe
Balke Peeth Ke Barabar Ho.

>HIDAAYA
>BAHAR-e-SHARIAT
29-November-
razvi786: 2010
AURATO Ke Liye SUNNAT Hai
Ke
Thoda Juke
Sirf Itna K Hath Ghutne Tak Pahuch Jaye
&
Peeth Sidhi Na Kare
&
Ghutno Par Zor Na De.

>FATAWA-e-AALAMGIRI
spam
29-November-
razvi786: 2010
AURATE RUKU Me Hath Ghutno Par Rakh De
Aur
Hatho Ki Ungliya Mili Hui Rakhe
&
Paav B Juke Hue Rakhe
MARDO Ki Tarah Taange Sidhi Na Kare

>AALAMGIRI
spam
28-November-
razvi786: 2010
MARDO Ke Liye SUNNAT Hai Ke RUKU Me Peeth Khub Bichhi Hui Rakhe
Yaha Tak K Paani Ka Pyala Peeth Par Rakh Diya Jaye
Tou
Thaher Jaye

>FAT'HUL QADIR
spam
28-November-
razvi786: 2010
MARDO Ke Liye SUNNAT Hai Ke
HAALAT-e-RUKU Me Taange Sidhi Rakhe,
Aksar Log RUKU Me Taange Kamaan Ki Tarah Rakhte Hai,
Ye MAKROOH Hai.

>B.SHARIAT
spam
28-November-
razvi786: 2010
HADEES=>

Us Shakhs Ki NAMAZ Kaamil Nahi


Jo RUKU aur SUJUD Me Peeth Sidhi Na Rakhe.

>ABU DAUD
>TIRMIZI
>NISAAI
>DAARMI
>IBNeMAAJA

1234+Member.
spam
27-November-
razvi786: 2010
Agar Aapko Mere Grup Ke SmS Nhi Mil Rahe H
Ya Ap Zyada sMs Pana Chahte Ho
Tou

1 By 1
sMs:

PREF 500 05:00am 11:00pm


987O8O7O7O

ACTV
987O8O7O7O
spam
27-November-
razvi786: 2010

AURATO Ke Liye SUNNAT Ye Hai Ke RUKU Me Ghutno Ko Hath Se Na Pakde


Balke
Ghutno Par Hath Rakhe
Aur
Hath Ki Ungaliya Kushada Na Kare.
>B.SHARIAT
spam
27-November-
razvi786: 2010
"KA'ABA" Ek IMAARAT Ka Naam Nahi,
Balke Zamin Se Aasman Tak Ki FIZA Ka Naam Hai,
Isliye Pahaad, Khaai Par Bhi NAMAZ JAAIZ Hai.

>TAFSIR-e-NAEEMI
spam
26-November-
razvi786: 2010
Tajdare Madina
{SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM}
Ne Frmaya

NAMAZ Ka CHOR Wo Hai


Jo RUKU aur SAJDE Pure Na Kre

>MUSNADeAHMAD

ON RAZVI786
987O8O7O7O
spam
26-November-
razvi786: 2010
MAS'ALA:
Mardo Ke Liye SUNNAT Hai
K
RUKU Me Ghutno Ko Hatho Se Pakde
Aur
Hath Ki Ungaliya Khuli (Chaudi) Rakhe

>BAHAAR-e-SHARIAT

*JUM'A MUBARAK*
26-November-
razvi786: 2010
NAMAZ Ke
FARAIZ=>

1.TAKBEER-e-TEHRIMA

2.QAYAAM

3.QIR'AT

4.RUKU

5.SAJDA

6.QAAIDA-e-AAKHIRA

7.KHURUJ-BE-SUN'EEHI
(NAMAZ Puri Krna)

B.SHARIAT
spam
25-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

RUKU Me Jaane Ke Liye


"ALLAHU AKBAR"
Kehna SUNNAT Hai.

>BAHAAR-e-SHARIAT

START KGN786
START SUNNI786

1 by 1
Send To
O9223O-5O6O6
spam
25-November-
razvi786: 2010

Mas'ala=>
Agar Koi Shakhs Harfe 'ZOY'
Ko Ada Na Kar Sake,
Tou
Wo
"SUB'HANA RABBIYAL AZEEM"
Ki Jagah
"SUB'HANA RABBIYAL KAREEM"
Kahe
>RADDUL MUHTAR
spam
25-November-
razvi786: 2010
RUKU Me 3 Martaba
"SUB'HANA RABBIYAL AZEEM"
Kehna SUNNAT
Aur
5 Martaba Kehna MUSTAHAB Hai.

>FAT'HUL KABEER

QAUL Ke Liye

ON MADNImsg
987O8O7O7O
spam
24-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

RUKU Me Kam Se Kam 1 Martaba


"SUB'HANALLAH"
Kehne Ke WaQt Ki MiQdaar Tak Thaherna WAAJIB Hai.

>BAHAAR-e-SHARIAT

Roz 2 Member Banaeye.


spam
24-November-
razvi786: 2010
Me'raaj K baad Jo Pehli Asr ki NAMAZ Padhi gai,
Usme RUKU Ka hukm aaya,
Agli shariato me se kisi Bhi shariat me RUKU Na tha.

>F.RAZVIYA
J.2
S.182
spam
24-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

Har Raka'at Me Sirf Ek Hi RUKU Kare,


Agar Bhulkar Do(2) RUKU Kiye
Tou
SAJDA-e-WAAJIB Hai.

>DURRE MUKHTAAR

JOIN RAZVI786
987O8O7O7O
spam
23-November-
razvi786: 2010
Ruku Yani Itna Jukna K Hath Badhae tou Hath GhutneKo PahuchJae
Ye Adna Darja H
D.MUKHTAR

Ruku ka Kamil Darja Ye H K Pith Sidhi BichhaDe


B.SHARIAT
spam
23-November-
razvi786: 2010
Abhi Tak Humne NAMAZ Ke 3rd Farz
Yani
QIR'AT K Masail Jaane
Ab NAMAZ Ke 4th Farz
Yani
RUKU K Masail Jaanege

Member Banaye

ON RAZVI786
987O8O7O7O
spam
23-November-
razvi786: 2010
Ruku Yani Itna Jukna K Hath Badhae tou Hath GhutneKo PahuchJae
Ye Adna Darja H
D.MUKHTAR

Ruku ka Kamil Darja Ye H K Pith Sidhi BichhaDe


B.SHARIAT
22-November-
razvi786: 2010
Sirf Tarawih Me Qur'an Khatm Kiya Jaye
Tou
Kisi Bhi 1 Surat Par
BISMILLAH.. Buland Aawaz Se Padh Li Jaye
Ke
Khatm Pura Ho.

>F.RAZVIYA
J.3
S.484
spam
22-November-
razvi786: 2010
NAMAZ Me Surat K Pehle
"BISMILLAH SHARIF"
Buland Aawaz Me Padhna Mana Hai
&
MAZHAB-e-HANFI Ke Khilaaf Hai

>FATAWA-e-RAZVIYA
J.3
S.484

1100+Membr
spam
22-November-
razvi786: 2010

ZABAAN Se Jis Surat Ka 1 Lafz Nikal Jaye


Usi Ka Padhna Laazim Hai,
Chahe Wo Surat Pehle Ki Ho Ya Baad Ki
Ya
Muqarrar Padhta Ho
>F.RAZVIA
J.3
S.135
spam
21-November-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>
QAYAAM Me K Siwa
Ruku, Sujud & Qaood Me Kisi Jagah
"BISMILLAHIRRAHMA NIRRAHEEM"
Padhna JAAIZ Nahi

>ALMALFUZ 3:43

>F.RAZVIYA
J.3
S.134
spam
21-November-
razvi786: 2010

QAYAAM Ke Siwa
Aur Jagah
"BISMILLAH.."
Padhana Mam'nu Hai
QK
Wo QUR'AN Ki Aayat Hai,
Agar Padhi Tou SAJDA-e-SAHAV WAAJIB Hoga
>ALMALFUZ
>F.RAZVIA
spam
21-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

NAMAZ Ki Haalat Me Sajde Me Jate WaQt Kapda Sametna


Yani
Kapda Aage Ya Pichhe Se Utha Lena
"MAKROOH-e-TEHRIMI"
Hai.

>BAHAAR-e-SHARIAT
spam
20-November-
razvi786: 2010

GUZARISH:
Is Group Me Bahut Kam Member Hai
Zyada Se Zyada Logo Ko Group Me Shamil Kare
Taake
Wo Bhi NAMAZ k MASAAIL Jaan Sake
&
Dusro Ko Bata Sake
spam
20-November-
razvi786: 2010
TA'WWUZ Sirf Pehli Raka'at Me Hai,
Har Raka'at K Shuru Me
BISMILLAHIRRAHMA NIRRAHEEM
Padhna Mas'noon Hai.
>RADDUL MUHTAR

ON RAZVI786
98708-07070              98708-07070      
spam
20-November-
razvi786: 2010
Farz NAMAZki pichli 2 rakatMe
Bhulkr
Ya
Qasdan surat ya kuch aayate
To
Namaz HoJayegi
Sajdae Sahav ki B Zarurat Nhi

A.Shariat 1:10
F.RAZVIA 3:637
spam
19-November-
razvi786: 2010
NAMAZ ki har raka'at me
IMAAM
&
Akela Namaz Padhenewale Ko
S.FATEHA mukammal padhne k baad
"AAMEEN" Kehna SUNNAT hai.

>F.RAZVIYA
Jild.3
Safa.72
19-November-
razvi786: 2010

SIRRI NAMAZ Me IMAAM Ne


AAMEEN
Kaha
&
Muqtadi uske Qarib tha
&
Usne IMAAM Ki AAMEEN KehneKi aawaz sunLi
Tou
MuQtadi Bhi AAMEEN Kahe
>DURRE MUKHTAR
spam
19-November-
razvi786: 2010

S.Fateha Ki ibteda me
TASMIYA Padhna SUNNAT Hai
&
S.Fateha k baad Dusri Surat ki ibtedaai aayate Padhne se pehle TASMIYA Mustahab h
>F.RAZVIA 3:67
spam
18-November-
razvi786: 2010
2/2
Ya
Qasdan
(Jaan Buj kar)
BULAND Aawaz Se Padha,
Tou
NAMAZ Ka
Aeaada
(Dohraana)
WAAJIB Hai.

>FATAWA-e-RAZVIYA
Jild.3
Safa.93

Member Banaeye.
spam
18-November-
razvi786: 2010

1/2
Mas'ala=>
Agar
Sirri NAMAZ Me Imaam Ne Bhul Kar Ek AAYAT Bhi BULAND Aawaz Se Padh Di
Tou
SAJDA-e-SAHAV WAAJIB Hoga.
Agar SAJDA-e-SAHAV Na Kiya
spam
18-November-
razvi786: 2010
QUR'AN Ki Har Aayat Par
Waqf
(Thaherna)
Mutlaqan Bila Karahat JAAIZ Balke SUNNAT Se Marwi Hai.

>F.RAZVIYA
J.3
S.132

>AHKAAM-e-SHARIAT
J.2
S.32
spam
17-November-
razvi786: 2010
Namaz Me
AAYAT-e-SAJDA
Padhi
Aur
Sajda Karne Me Bhul kar 3 Aayat Padhne Ki Miqdaar
Ya
Zyada Dair Ho Gai
Tou
SAJDA-e-SAHAV Kare.

>GUNYATUL MUSTALI
spam
17-November-
razvi786: 2010
Tamam
SUNNIYO Ko

~MeHmUd RaZa~
Aur
~MuShTaQ RaZa~
Ki
JanibSe
*EID-e-AZ'HA*

Bahut
Bahut
*=MUBARAK HO=*

Membr Banaye
ON RAZVI786
98708-07070              98708-07070      
spam
17-November-
razvi786: 2010

Namaz Me
S.FATEHA
k Bad Surat Milana Bhul Gaya
Tou
RukuMe Yaad AaJae
Tou
Fauran Khada Hokr Surat Padhe
&
Aakhir Me
Sajdae Sahav Kre
F.RAZVIA 3:639
spam
16-November-
razvi786: 2010
Ruku me jaane ke liye TAKBEER kahi
magar abhi Ruku me na gaya tha
&
zyada padhne ka iraada huwa
tou
padh sakta hai
koi harz nahi

>AALAMGIRI
spam
16-November-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>

QIR'AT Khatm hote hi MUTTASELANA


(Adjoining)
Ruku karna WAAJIB Hai

=>BAHAAR-e-SHARIAT
16-November-
razvi786: 2010

ImaamNe buland aawazMe QIR'AT Shuru krdi


tou
muqtadi SANA na padhe
agr durwali saf me ho
&
imaam aahista padhta ho
tou
SANA padh sakta h
AALAMGIRI
spam
15-November-
razvi786: 2010

NAMAZ Me QuranSe dekhkr Qirat padhneSe NAMAZ Fasid hogi


Mehrab wagaira Me likha hua h
Tou
Use dekhkr PadhneSe NAMAZ Faasid Hogi
D.MUKHTAR
R.MUHTAR
spam
15-November-
razvi786: 2010

Agr
SANA
TA'WWUZ
&
TASMIYA
Padhna Bhul Gaya
&
Qir'at Shuru KrDi
Tou
Aeaada
(Dohrana)
Na Kare
Ke Unka
Mahal
(Place)
Faut Ho Gaya
B.SHARIAT
R.MUHTAR
spam
15-November-
razvi786: 2010
Kya Aap ke Dosto Ko Ye Group Join Nahi Ho Raha?

Tou
1 by 1
sMs

CH ON
987O 8O7O7O

OFF Group Name


987O 8O7O7O

ON RAZVI786
987O 8O7O7O
spam
14-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

Namaz Me Itni Aawaz Se Hansna Ke


Qarib Wala Sun Sake
Tou
Namaz Faasid Ho Jaegi
&
Wazu Bhi Toot Jaega.

>FATAWA-e-RAZVIYA
Jild:1
Safa:92
spam
14-November-
razvi786: 2010

S.FATEHA padhne k baad surat padhne me 3 mrtaba SUBHANALLAH kehne ki miqdar


der lagana TARKeWAJIB hai
SAJDAeSAHAV karna WAJIB hoga
>F.RAZVIA 3:279
spam
14-November-
razvi786: 2010

Qir'atme AAYATeSAJDA padhi


Chahe koi B namaz ho
akela padhta ho
ya
jamatSe
foran sajda kre
3 ayat padhne ki miqdar der lagana gunah
F.RAZVIA 3:655
spam
13-November-
razvi786: 2010

Dono rakato me ek hi surat ki takraar


(REPEATED)
Karna
MAKROOH-e-TANZIHI
Hai
jab k koi majburi na ho
agar majbur h
tou
karahat nhi
>F.RAZVIYA 3:99
spam
13-November-
razvi786: 2010

Nawafil ki dono raka'ato me ek hi surat ko dubaara padhna


ya
ek hi raka'at me usi surat ko baar-baar padhna bila karahat JAAIZ hai
>F.RAZVIA 3:98
spam
13-November-
razvi786: 2010

Agar imaam ne Namaz me Quran ulta padha


bhul kr padha tou harz nhi
&
sajdae sahav B Nhi
Qasdan padha
tou
gunahgar hoga namaz hogi
>F.RAZVIYA 3:132
11-November-
razvi786: 2010
Mas'ala=>

Agar bhul kar


Tarteeb ke khilaaf
QUR'AN ulta padha
Tou
Na GUNAAH hai
Aur
Na SAJDA-e-SAHAV hai.

>BAHAAR-e-SHARIAT

Plz Member Banaeye.


spam
11-November-
razvi786: 2010
Hazrat
ABDULLAH IBNE MAS'OOD
Farmate He=>
"Jo QUR'AN ko ulat kar padhta hai
Wo kya khauf nahi karta ke ALLAH uska DIL ulat de."

>BAHAAR-e-SHARIAT
spam
11-November-
razvi786: 2010
Namaz me Qur'an ulta padhna
Yani
Pehli rakat me SURAH-e-NAAS
&
Dusri rakat me
SURAH-e-IKHLAAS
Padha
Tou
Ye Sakht Gunaah hai.

>DURRE MUKHTAAR
spam
10-November-
razvi786: 2010
Qir'at ka is qadar jald padhna ke kisi b harf ki tas'hih na ho
Yani
Harf gayab ho jaye
Tou
Is tarah padhna sakht HARAAM hai

>BAHAAR-e-SHARIAT
spam
10-November-
razvi786: 2010
Farz namaz me thahr-thahr kr,
Tarawih me darmiyani andaz me Qir'at Kare
Aur
Nawafil me jald Padhne ki ijazat hai
>RADDUL MUHTAAR

>DURRE MUKHTAAR
spam
10-November-
razvi786: 2010

Imaam k liye zaruri hai k bimar,zaif, budhe aur kaam par janewale zaruratmand
muqtadio ka khayal karte hue lambi Qir'at na kare
>F.RAZVIYA
J3
S120
spam
09-November-
razvi786: 2010
Magrib ki 3ri rakat
Isha ki aakhri 2 rakat
&
Zohar & Asr ki tamam rakato me imaam ko aahista Qir'at padhna WAAJIB Hai

>D.MUKHTAAR

>F.RAZVIA 3:93
spam
09-November-
razvi786: 2010

Magrib&Isha ki pehli 2 rakato me


&
Fajr
Juma
Eidain
Tarahwih
&
RamzanKi witr ki sab rakato me imam pr buland aawaz se Qirat padhna wajib
D.MUKHTAR
spam
09-November-
razvi786: 2010
Magrib ki 3ri rakat
Isha ki aakhri 2 rakat
&
Zohar & Asr ki tamam rakato me imaam ko aahista Qir'at padhna WAAJIB Hai

>D.MUKHTAAR

>F.RAZVIA 3:93
spam
08-November-
razvi786: 2010
MAS'ALA=>
Asr ki namaz ke baad
GURUB-e-AAFTAAB Hone se 20 minuite pehle tak Qaza namaz padhna JAAIZ Hai

>FATAWA-e-RAZVIYA

S-ar putea să vă placă și