Sunteți pe pagina 1din 1

Om Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata,

Tumko nis din sevat, MaiyaJi ko nis din sevat,


Hari, Vishnu Data
Om Jai Laxmi Mata

Uma Rama Brahmaani, Tum hi Jag Mata,


Maiya, Tum hi Jag Mata,
Surya ChanraMa dhyaavat(2), Naarad Rishi gaata.
Om Jai Laxmi Mata.

Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data,


Maiya Sukh Sampati Data
Jo koyee tumko dhyaavat(2), Ridhee Sidhee dhan paataa
Om Jai Laxmi Mata.

Tum paatal nivasini, Tum hi Shuub Data,


Maiya, Tum hi Shuub Data,
Karma prabhava prakashini(2), Bhav nidhiki Trata
Om Jai Laxmi Mata.

Jis ghar mein tu rehtee, sab sad guna aataa,


Maiya sab sad guna aataa,
Sab Sambhav Hojata(2), Man naheen ghabraataa.
Om Jai Laxmi Mata.

Tum bin Yagna Na Hote, Vastrana ho pata,


Maiya Vastrana ho pata,
Khan-Pan ka Vaibhava(2), Sab Tumse Aata
Om Jai Laxmi Mata.

Subhgun Mandir Sunder, Kshirodadhi jata,


Maiya Kshirodadhi jata,
Ratna Chaturdas Tum bin(2), Koyee Nahi Pata
Om Jai Laxmi Mata.

Maha Laxmijiki Aarti, Jo Koyee Nar gata,


Maiya Jo Koyee Nar gata,
Ur Anand Samata(2), Pap Utar jata
Om Jai Laxmi Mata.

Om Jai Laxmi Mata, Maiya Jai Laxmi Mata,


Tumko nis din sevat, MaiyaJi ko nis din sevat,
Hari, Vishnu Data
Om Jai Laxmi Mata.

S-ar putea să vă placă și