Sunteți pe pagina 1din 2

1. ..

Teri Aawaaz Ko
Kaaghaz Pe Rakh Ke, Mai'n Ne Chaaha Tha Ke "Pin" Kar Loo'n Woh Jaisay Titliyo'n Ke Par Laga Laita Hay Koi Apni Album Mei'n! :- Gulzar

2. Ek tambu laga hai circus ka bazihar jhulte he rehte hain, zehan khali kabhi nahi hota #GulzarSahab #yaadien 3. kabhi chand ki tarha tapki, kabhi raah pe pari payi,Athanni si Zindagi, Yeh Zindagi. 4. EHTIYAAT Dekho aahista chalo, Aur bhi aahista zara, Dekhna soch samjh kar zara paon rakhna, Zour se baj na uthy peron ki awaz kahin, Kaanch k khwab hen bikhray hue tanhai men, Khwab toota to koi jaag na jaye dekho, Koi jaaga to wahin khwab bhi mar jaye ga.. GULZAR 5. Koi khamoosh zakhm lagti ha Zindagi aek nazm lagti ha. Bazm-e yaraa'n main rehta hun tanha Aur tanhai bazm lagti ha. Ham se chaahe kahin ki baat karo Hoti tum par hi khatm lagti ha. Apne saye pe paaon rakhta hun Chhaon chhaalon ko narm lagti ha. Chaand ki nabz dekhta hun main Raat ki saans garm lagti ha. Ye riwayat k dard mehkay rahen

Dil ki dereena rasm lagti ha. GULZAR 6. Lab tere Meer ne bhi daikhey hain,
Pankhari ik Gulaab ki si hai, Baat krtey to Galib ho jatey. ~~Gulzar~~

7. .. Teri Aawaaz Ko Kaaghaz Pe Rakh Ke, Mai'n Ne Chaaha Tha Ke "Pin" Kar Loo'n Woh Jaisay Titliyo'n Ke Par Laga Laita Hay Koi Apni Album Mei'n! :- Gulzar 8. Ruke ruke se Qadam ruk k baar baar chaley, Qarar de ke tere Dar se Beqarar chaleY. 9. Aadtan tum ne kar diye Vaade, Aadtan ham ne Aetbar kiyaa. Ham ne aksar tumhri Rahoon pe , Ruk ke apna hi intazaar kiyaa. 10. Tere gesoo jab bhi baatein karte hain, Uljhi-uljhi si woh baatein hoti hain Meri ungliyon ki mehmaangi, unhein pasand nahin 11. Mujhe aaj koi aur na rang lagao Purana laal rang ek abhi bhi taaza hai. Armaano ka khoon hue zyaada din nahii hua hain 12.

S-ar putea să vă placă și