Sunteți pe pagina 1din 4

Yog se Motapa (Vajan) Pet kam kare : Yoga Aasanas in Hindi

ilajupay.com /yog-se-motapa-vajan-pet-kam-kare/
admin
Yoga jaana jata hai tension khatam aur dimaag ko shaant rakhne ke liye. Par Yog se Motapa (Wajan) bhi kam kiya
jaa sakta hai. Hamare shareer me jami charbi ko ghatane me Yoga bahut parbhawshaali (eective) hai. Hum sab
chahte hai ki hamari body healthy aur t rahe. Aur uske liye kaa saare mushkil vyayaam (exercise) karte hai. Jo ki
ka thaka dene waali hote hai aur saath me samay bhi jyada lete hai.

Yog se Motapa (Vajan) kaise kam kare, Weight Loose Yoga se


Agar app chahte hai jaldi se motapa kam kare aur wo bhi aasan tarike se to uska ek he hal hai Yoga. Bas apko apna
tarah se thoda paryaas karne ke jarurat hai. Kuch Upyogi Yoga Asanas Motapa (Vajan) kam karne ke liye apko
apne dincharya me apnane hoge.

Shalabhasana se Wajan (Vajan) Pet Kam karna


Shalabhasana Yog Kaise kare
Jameen par pet ke bal let jaaye aur apne dono haath peethe ke taraf rakhe. Apke hathelia uper ki taraf ho
aur maatha aaram se jameen par ho.
Pairo ke dono anghute ek dosre ke taraf modne ki kaishish kare isse panje bhi ghum jaaynge.
Saans chhodte hue apne sir ko uper ki disha me uthaye. Iske sakth apne baajuo, taango ko bhi jameen se
uper udhane ka pryaas kare.
Taango aur pairo ki aediyo ko sthir (stable) rakhe. Aur dhyan rakhe apne dono anghute ek dosre ke side ho.
Apne haatho ko aise piche ke taraf uthaye jo ki jameen ke samanantar (parallel) ho.
Baajuo (arms) ko chchat ki tarah dhakelne ki kaishish kare.
Aage ki disha ke saath uper dekhne ka paryaas kare. Jisse hoga yeh ki apne gardan ki maanspeshiya tight
ho jaygi.
Ise avastha me 30 minute tak rahe. Fir saans chhode aur apne pahle wali position me aa jaaye. Is yog se
Aap vajan (weight) kam kar sakte hai.
Padhe Bawaseer ka ilaj by Baba Ramdev

Naukasana Yog se Pet kam karna


Naukasana Kaise kare
Jameen pe baith jaaye aur apne taango ko faila le. Ab haatho ko apne kulho (hips) se thoda piche rakhe.
Dhyan rahe apne ungliya pairo ki disha me ho.
Ab apne dhadd ko uper ki aur uthaye.
Saans chhodte hue apne gunto ko mode aur pairo ko uper uthaye. Pair aise disha me ho jo 45 dgree angle
banaye jaise ki picture me dikhaya gya hai.

1/4

Apne baajuo ko stretch (khichaaw) karte hu taango ke saath me laaye.


Iss position me 15 minute tak rahe. Apko Iss yog se pet kam karne me ka madad milegi.

Bhujangasana Yog se motapa kam karna


Bhujangasana kaise kare
Jameen par aise lete ki apka maatha jameen ko chchuta 9Touch) hota ho.
Apko kohini ko mode, hatheliyo ko kandho ke niche aur shareer ke paas rakhe.
Pairo ko aise stretch karo, jisse pairo ke uper ka hissa jameen ko touch kare.
Aram se saans le, baajuo ko sidha kare aur chchati (chest) ko uper uthaye.
Kandho aur kulho ko sathir (stable) rakhe. 20 miture tak is position me rahe, iss yog se motapa kam hota
hai

Baba Ramdev Kapalbhati Yogs Se Motapa (Weight Losse) kam karna


Baba Ramdev Yoga video
Baba Ramdev ka Kapalbhati pranayam duniya bhar me kiye jaane wala mashoor yog Asana hai. Jaisa ki video me
dikhaya gaya hai apne taango (legs) cross ke jaise ek dosre ke uper rakh ke baith jaaye. Peetha apne sidha rakhe
jisse apke reed ki haddi bhi sidhi rahe. Kapalbhati pranayam ke samay Chhati thodi bahar rakhe. Saans ander
sahaj tarike se le. Saans bahar thode tezi se chhode aur uske saath pet ko ander ke taraf dhakele . Dhere dhere
gati thode bdha sakte hai. Yeh parkirya 20 baar kare isse Kapalbhati yog ka ek round pura hoga. Iss Baba Ramdev
ke Yog se Motapa kam kiya jaa sakta hai.

2/4

Picture: Shutterstock

Picture: Shutterstock

3/4

Photo: Shutterstock

4/4

S-ar putea să vă placă și