Sunteți pe pagina 1din 3

Daad Khaj Khujli ka ilaj, Karan : Itching Gharelu Upay in

Hindi
ilajupay.com /daad-khaj-khujli-ka-ilaj-karan-hindi/

Daad Khaj Khujli ka ilaj, Karan aur Skin Itching Treatment in Hindi
Khujli ke jo lakshan hote hai wo hum sabne kabhi na kabhi mahsoos kiye hai. Khujli hone pa hum asahaj mahshoos
karta hai. lagta hai jaise hamare Tavcha (skin) pe kuch reng rha hai aur Hamra man us jagah ragadne ka karta hai.
Daad Khaj Khujli ka ilaj ke liye kai tarah ke Dawa (medicine) market me uplabadh hai. Unme se sabse acha kaam
karne wali dawa aur Anya gharelu ilaj ke baare me hum aapko aage is post me batayenge.English bhasha me khujli
ko eczema kahte hai. Khujli kafi tezi se aapke pure shareer (Body) me bhi fail sakti hai. Yaa fir yeh ek jagah tak bhi
simit rah sakti hai. Khujli raat ke samay sabse jyada hoti hai, din me bhi Itching ke lakshan dikhayi de jaata hai.

Jaane:

Daad Khaj Khujli hone ke karan

1. Shushk (Sukhi) tavcha: Dry Skin (Sukhi Tavcha) hona khujli hone ka ek karan hai. Yeh hamare shareer me
fat aor oil jaruri matra me naa baane ki vajah se hoti hai.
2. Bacho me bukhar ashtma jaise bimaryo se hue allergy se bhi dad khaj kujli ho jaati hai.
3. Tavcha ka jyada samay tak geela rahna.
4. Keede makode ka kaat jana bhi khujli hone ka karan hai.
5. Body ke iron cells ki kami ho jana bhi iske ek vajah hai. Iron ki kami hone se body me Red Blood Cell kam
bante hai jisse Skin itching hone ke chance badh jaate hai.

Khujli / kharish ke Lakhsan

Tavacha ka rang (skin color) laal (red) ho jana.


Tavcha ka sukha rahna.
Skin phat jana

1/3
Skin par dhabbe dikhayi dena.
Tavcha par aisa lagta hai jaise kuch chal rha hai aur Khujli (khaj) karne ka man karta hai.
Tavcha ka sooj jana (skin swelling) bhi ek lakhsan hai.

Ye bhi Dekhe:

Daad Khaj Khujli ke Dawa (Medicine)

Daad Khaj Khujli ke ilaj ke liye Tenovate Cream sabse best hai. Yeh cream hamare dawara sabhi tarah ki skin
itching (khaaj) me aazmaayi gayi hai. Yeh cream khujli, tavcha me soojan, daane, daad aur Soraysis (psoriasis)
ka ilaj me gajab ka kaam karti hai. Tenovate Cream ko din me 1-2 baar khujli wali jagah par lagaye. Dhayan rahe
cream lagane ke baad uske uper kisi tarah ki koi patti na rakhe, us jagah ko khuli rahne de.

Padhe : Likoria ka ilaj

Khujli (Itching) Home Remedies Video

Daad Khaj Khujli ka desi ilaj aur Gharelu Upay

Nariyal tel (Coconut Oil) se Khujli ka ilaj

Khujli chahe kisi bhi vajah se hui hui ho Nariyal tel hamesha aaram pahuchata hai. Kisi keede ne kaanta ho ya fir
Shusk tavcha (Dry Skin) ho, Coconut Oil vha, jald he thik ho jayga. Sardiyo ke mausam me hamre skin jyad sukhi
rahti hai jisse kharish hone ka dar rahta hai. Uas time gungune garam pani me nahane ke baad apne pure body pe
Nariyal ke tel se halke haatho se maalish kare. Jald he apko Daad Khaj Khujli se chutkara mil jaayga.

Seb ke Sirke se Yoni me Khujli ka ilaj

Agar aap ek woman ho, fir chahe kisi bhi age ki ho. Kabhi na kabhi aapko Yoni me ya uske aas paas khujli ya jalan
jarur hui hogi. Aur Mahilaaye bahut ashahaj feel karti hai. Seb ka sirka antibacterial aur anti fungal hota hai. Yeh
Yoni (vagina) me bacteria nahi banne deta. 1 chamach Seb ka sirka aur 1 cup paani le. Paani ko pahle ubaal le
jisse wo kitanu mukt ho jaaye. Paani ko thanda karke usme 1 chamach seb ke sirke ke mila le. Aur apne Yoni
(vagina) ko din me 2- 3 baar ache tarah se isse dhoye. Jald he yoni ki khujli thik ho jaaygi.

Nimbu (Lemon)

Nimbu me aise bahot se vitamis hai jo Khujli ka ilaj me upyogi hai. Nimbu ko kaat kar uska rash nikal le. Ab is rash
ko Khujli wali tavcha me lagaye. Nimbu me ek aisa tel hota hai jo uthezana kam karta hai jisse apko khujli me aaram
milega.

Tulsi ke patte

2/3
Tulsi ke patte se bhi khujli ka upchar kiya ja sakta hai. Tulsi me kapoor aur thaymiol hote hai jo tavcha ki kharish
aur jalam kam karti hai. Hame karna yeh hai ki tulsi ke patto ko khujli wali jagah ragadna hai. Tulsi ke jyada parbhav
ke liye tulsi ko paani me ubaal le. Fir ek saaf kapda us paani me bhigokar khujli wali jagah pe lagaye.

3/3

S-ar putea să vă placă și