Sunteți pe pagina 1din 3

Top 5 best photo editing app in hindi

techkashif.com/top-5-best-photo-editing-app-in-hindi

TechKashif October 22,


2019

Top 5 best photo editing app in hindi | hello friends, aaj hum janenge top 5 photo
editing app ke bare me.

Agar aap regular basis par photo edit karte ho yaa photo editing karne ka shoq hai to
humara ye post aapke liye hai.

Waise to aapko lakho photo editing apps mil jayenge lekin me aapko top 5 photo
editing app 2019 bataunga.

Ye sabhi app se aap ek professional ki tarah bhi Editing kar sakte hai aur kisi ko pata bhi
nahi chalega ki wo editing smartphone se ki gayi hai.

Aaiye jante hai Top 5 best photo editing app 2019 ke bare me.

Photo editing app ka jarurat kyu parta hai?


Dosto, agar aap apne photo me lighting jyada karna chahte hai ya kam karna chahte hai
to aapko uske liye editing app ki jrurat paregi.

Sath hi aap editing app ke help se background remove, colour correction, Background
change jaise kam bhi kar sakte hai.

Chaliye jaan lete hai wo kon se best app hai jinka istemal aap photo edit karne ke liye kar
sakte hai.

1 – PicsArt Photo Editor


Ye app photo edit ke liye sabse jyada use kiya jane wala app me se ek hai.

Ese aap all in one app bhi keh sakte hai kyuki iss ek app ko use karke aap ye sabhi kam
kar sakte hai.

background remove
background change
Collage maker & Grid
Drawing & Camera

2 – Adobe Lightroom

1/3
Ye ek professional editing app hai. Smartphone aur computer dono ke liye ye app
available hai.

Iska istemal karke aap bilkul professional editing kar sakte ho. Isme ye kuchh special
function milte hai.

Pro level camera


Presets filter
Free adobe creative cloud

3 – Snapseed
Ye mera favorite app me se ek hai. Isme bhi aapko ek pro level ki editing dekhne ke liye
milti hai.

Isme bahut sare function hai jinka istemal karke aap ekdam professional editing kar
sakte ho.

Iske kuchh features ke baare me jan lete hai.

1. Tune image
2. Details
3. Crop
4. Rotate
5. Perspective
6. White balance
7. Brush
8. Selective
9. Healing
10. Vignette
11. Curves
12. Text
13. Lens blur
14. Glamour glow
15. HDE scape
16. Face pose

4 – B612 Beauty & Filter Camera


Ye ek photo filter app hai jisse aap direct filter ke saath photo click kar sakte hai. Isme
aap photo edit bhi kar sakte hai.

Sath hi aap isme music ke saath video bhi recording kar sakte hai.

Gallery ki koi photo ko agar aap filter dena chahte hai to is app ke jariye de sakte hai.
Iske kuchh features ke bare me jan lete hai.

2/3
1,500 stickers
Real time beauty effect
Create high quality music video

5 – PhotoLab
Isme aapko 900 se jyada effect mil jayenge jiska istemal aap apne photo me kar sakte
hai.

Isme diye huye kuchh features ke bare me jan lete hai.

Neural Art Style


Photo Frames
Realistic Photo Effect
Photo Filter
Photo Collage

Conclusion
Dosto, is post me humne jana Top 5 best photo editing app ke bare me. Post kaisa laga
comment me batana naa bhule.

Dosto ke saath humari ye post jarur share kare.

Also Read,

Follow Us

Archives

PAGES

Subscribe to Blog via Email


Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts
by email.

DMCA PROTECT

3/3

S-ar putea să vă placă și