Sunteți pe pagina 1din 2

www.thesunniway.com www.ziaulmustafa.

com

Manqabat in Praise of Huzur


Muhaddith e Kabeer
Ameer-e-Bazm-e-Ma'rifat Faraz-e-Charkh-e-Aagahi
Wo Aik Mard-e-Baa Safa wo Aik Momin-e-Jari
Pukar Uttha har aik Gul, Ye keh utthi har Ik Kalee
Bahar-e-Baag-e-Amjadi Muhaddis-e-Kabeer hain

The leader of the assembly of cognition, the elevation of the Skies of


acquaintance
He is Man of Pure Character, He is an intrepid Believer
Every Flower has blossomed and the bloom has said
The Spring of the Bliss of Mawlana Amjad Ali is Muhaddith al-Kabeer

Ada Ada mein Baankpan, Nafas Nafas mein Zindagi


Labon pe Zikr-e-Mustafa Jabeen pe Naqsh-e-Bandagi
Ba har Qadam Ba Har Nafas Khayal-e-Sunnat-e-Nabi
Meri Nigah mein Wali Muhaddis-e-Kabeer hain

His every Action is Smart, His energy is full of life


Lips engaged in remembrance of Beloved Mustafa, forehead decorated
with the Mark of Worship
At every step and at every thought having the Imagination of the
Sunnah of Beloved Prophet
The Friend of Allah Almighty in my Sight is Muhaddith al-Kabeer

Mizaj narm iss qadar chaman ho jesay phool ka


Magar Usool k liye Himalia Usool ka
jo koi murtakib hua Ihanat-e-Rasool ka
Dhul-Fiqar-e-Haideri Muhaddis-e-Kabeer hain

His nature is so much polite as if it is a Garden of Flowers


But for the Islamic Constitution, His is the Mountain of Determination
Whoever has committed the Disrespect of the Beloved Messenger
The Sword of Ali al-Murtada on them is Muhaddith al-Kabeer
www.thesunniway.com www.ziaulmustafa.com

Hazar Hikmatain chupi hui hain baat baat mein


Tamam Khoobiyan Simat gaee hain aik zaat mein
wahi hay karr-o-farr har aik manzil-e-hayat mein
Mard-e-Momin-e-Jari Muhaddis-e-Kabeer hain

Thousands of Contrivances are hidden in his speech


All the excellences has merged into one personality
What an Awfulness in every stage of entity
Fearless Believer of Allah Almighty is Muhaddith al-Kabeer

Zaban mein Zor-e-Amjadi, Qalam mein Quwwat-e-Raza


Nigah-e-Nuqta been mein Jalwa-e-Ba Seerat-e-Raza
Bara-e-Seena-e-Adoo Ba Faiz-e-Himmat-e-Raza
Raza k Nezay Aleen Muhaddis-e-Kabeer

His speech has the strength of Mawlana Amjad Ali, His Pen has the
energy of AlaHadrat Imam Ahmad Rida
In the eyes of the knowledgeable he is the manifestation of Raza's
disposition
For the chest of enemies with the Blessings of Raza's Vigor
The strike of Raza's spear is Muhaddith al-Kabeer

Hay Jis ke Khawf se Jahan-e-Najdiyat Dhuwan Dhuwan


Dari hui hay Jis ki Zau se Zulmaton ki Aandhiyaan
Hay Jis k Dam se Bazm-e-Ilm o Fann mein Noor ka Saman
wahi Zia-e-Qadri Muhaddis-e-Kabeer hain

With the fear of whom the world of Najdies (Kharijites) is dispersed


of whose brilliance the winds of Obscurity are frightened
with whose existence is the illumination in the congregation of Sacred
Knowledge
That brightness of the Qadiri Order is Muhaddith al-Kabeer

Listen To Recitation
Translation by Irfan Qadiri [Madinah al Munawwarah]

S-ar putea să vă placă și